danmaku icon

Zindagi Ne Ek Baat Sikha Di

1 View14 hours ago

Assalamualaikum ❤️ Zindagi ke maqamat par mujhe yeh ehsaas hua… Insaan ke paas kuch ho ya na ho, lekin maa baap ka hona bahut zaroori hai. Duniya ki har daulat ek taraf, aur maa baap ka saaya ek taraf. Jis ke sar par maa baap ki dua hoti hai, uski zindagi mein barkat hi barkat hoti hai. Allah Ta'ala hamare maa baap ko sehat, lambi umr aur khushiyan ata farmaye. Aur jo maa baap is duniya se ja chuke hain, Allah Ta'ala unki maghfirat farmaye. Aameen. 🤲 👍 Like Karein 📤 Share Karein 💬 Comment Karein 🔔 Subscribe Zaroor Karein #MaaBaap #Parents #MotherFather #EmotionalStatus #IslamicReminder #ViralShorts #RazaIslamicVideoOfficial
warn iconRepost is prohibited without the creator's permission.
creator avatar